Friday, June 3, 2011

Sirf Paane Na Ka Matlab Pyaar Nahi Hota

Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota.
Toh kya hua agar hum tume na paa sake,
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota…

No comments:

Post a Comment