Friday, June 3, 2011

Apna Kyu Banaya

dukh dene hi the to apna kyu banaya.
pyar ka dhog is tara kyu rachaya.
hame chod k chale gaye kisi aur ke sath
ek haste hue insan ko rona kyu sikhaya.

No comments:

Post a Comment