Monday, May 30, 2011

Keh Ke Dekh Liya

Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya,
Kya karein jab unhone hi khamosh kar diya.
Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hain,
Par kya karein jab hamare call karne se who bhadkte hai.

No comments:

Post a Comment