Tuesday, May 31, 2011

Bichhad Gaye Hai


Bichhad gaye hai jo unka sath kya mangu,
zara si umar hai gam se nizaat kya mangu,
wo sath hote to hoti jarurat hame,
akeli jaan ke liye kayanat kya mangu.

No comments:

Post a Comment